BidVertiser Ads

Friday, August 12, 2011

By Heart

Kadam tha kgaye hai door nikalna chhod diya hai,



Par aisa nahi ki maine chalna chhod diya hai,


Fasle aksar muhabbat badha dete hai,


Par aisa nahi ki maine karib aana chhod diya hai.



When you miss someone,


The person is definitely special for You,


But if the person is so special, why you miss them,


Just keep in touch, As I do…………



Tumhe Bhul jane ka hosla na hai na hoga,


Door rahkar bhi wo juda na hai na hoga,


Tumse milkar kisi or se kya milna,


Koi tum jaisa na tha na hai na hoga.



Khamosh na raho khamoshi saza degi,


Muskurahat har gam mita degi,


Kuchh pal jee lo hamari muhabbat ke sath,


Kaun jane zindagi hamen kis mod pal sula degi.



Pass aapke duniya ka har sitara ho,


Door aapse gam ka har kinara ho,


Jabbhi aapki palken khulen ,


To samne wahi ho jo duniyan men aapko sabse pyara ho.

No comments:

Post a Comment